Hello and namaskar dosto ag ke es post mai ham ap logo dvra puchhe gye kuch important Question ke jabab bene vale hi I hope apko ag ki yah hamri post bahut hi pasand ayegi . 


यहाँ  मै हमेशा सही जानकारी पोस्ट करता रहता  हूँ  अतः हमें यहाँ Subscribe जरूर  कर ले।

1. Which submersible pump is best ?

Top 5 Best Submersible Pump in India

#1 Texmo submersible pump

#2 Kirloskar submersible pump

#3 CRI submersible pump

#4 Crompton submersible pump

#5 KSP submersible pump

Dosto ye khas kar un submersible pump company ke name hai jinke motor pump bahut hi achhe hote hai ap en company me se koi bhi pump buy kar sakte hai or agar ap confusehai ki enme se konsa submersible pump ham buy kare to ham apko suggestion denge ki ap Texmo aqua ya Texmo Taro ka submersible pump buy kar le best rahega.

2. What are submersible pumps used for? 

Dosto submersible pump ka use kas kar water ko borewell se bahar nikalne ke liya kiya jata hai jiske bad us water ka use log alag alag jagah par karte hai jaise ki kisaan log apne khet ki sichai ke liye eska use karte hai or company me eska use pani suply karne ke liye kiya jata hai or city me jyada tar eska use water ko bulding me pani chadane or pane ka pani nikalane ke liye kiya jata hai.

3. How much does a submersible pump cost?

Dosto submersible pump ka cost alag prakar se hota hai ap apane jarurat ke hisab se jitane hp ka submersible pump use karenge utana apko money pay karna padata hai ab jaise ki ki maine apne khet ki sichai ke liye 3hp ha texmo pump buy kiya tha or es pump ko buy karne me muchhe 23,000 pay karna pada tha sath hi pipe starter ko bhi buy karna padta to kul milakar 35,000 ka budget laga tha hame esi type seap jitane hp ka motor use karenge utana apko cost bhi dena padega vaise apko bata de ki submersible pump 1hp se likar 25hp tak ate hai.

4. Which water pump is best for home use?

Dosto ap me se bahut sare log ye janna chahte hai ki konsa submersible pump home use ke liye sabse jyada achha rahega to yaha par ap Texmo ka 1hp ya phir 2hp pump use kar sakte hai yah pump apko achha pani dega or ap eska use bulding me pani chadane ke liye bhi kar sakte hai.

5. How much HP pump do I need?

Dosto kai bar ap logo ne puchha hai ki hame kitne hp ka pump lena chahiye to aj ham apko batayenge ki kaise apko pump ke hp ko select karna hai

#1 Apni jarurat ko jan le
#2 Apni bor ka size nap kar le
#3 Apne budget ko bhi dekh le
#4 Mistri ke help le 

6. Which is better submersible or jet pump?

Dosto ap me se kai log jab pump buy karne jate hai to unke mind me jarur ek Qustion hota hai ki submersible or jet pump buy kare vase to apko bata de ki jet pump aj se kuchh years pahile bahut jyada famous hua karta tha but ab yah pump bahut hi kam logo dvara use kiya jata hai so agar ap pani ko kahi upar chadana chahte hai jo ki kahi dur se ata hai to ap vaha jet pump ka use kare eske alava borwell ke liye vani ki pani ko niche se nikalne ke liye submersible hi best option hai.

Ap hamare ye video dekh sakte hai jo apko submersible pump ke bare me or jyada informations dengi 



So Dosto umid hai ki mai ap sabko es topic se sam bandhi full information de paya hounga

 Phir bhi agar koi information chhut gai hai ap Janna Chahte hai to comment karake puchh sakte hai

Like Share & Support [ Subscribe Us ]